Aag Se Seekh Liya Humne Yeh Qareena BhiAag se seekh liya humne yeh qareena bhiBujh bhi jana par badi der tak sulagte rehnaJaane kis umar mein jayegi ye aadat apniRoothna usse aur auron se uljhate rehna
Sazzaa Ban Jaati HainSazzaa ban jaati hain, guzree huye waqt ki yaadeinJaane kyun matlab ke liye, meharbaan hote hain log
Jaaney Kaisy Jeety Hain Log Yaadoon Ke SahareyJaaney kaisy jeety hain log yaadoon ke sahareyMain to kai baar marta hoon ik yaad aanay pe
Yaad Rukti Nahi Rok Paane SeYaad rukti nahi rok paane seDil maanta nahi kisi ke manane seRuk jaati hain dhadkane aapko bhool jaane seIsliye aapko yaad karte hain jeene ke bahane se
Garmiye Hasrat-E-Nakaam Se Jal Jaate HainGarmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hainHum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hainShama jalti hai jis aag mein numayish ke liyeHum usi aag mein gumnaam se jal jaate hainJab bhi aata hai tera naam mere naam ke saathJaane kyon log mere naam se jal jaate hain!
Ae Kabristaan Tere Aagosh Mein Itna Sannata Kyu HaiAe kabristaan tere aagosh mein itna sannata kyu haiLog to apni jaan dekar bhi tujhe aabad karte hain